Table of Content

Imam Hasan O Hussain Phool Hain | Hadees Sharif In Hindi Urdu

Imam Hasan O Hussain Phool Hain | Shan E Imam Hassan Or Imam Hussain | Hadees Sharif In Hindi Urdu:

Hazrat Ibn Aboo Na'm Radiallahu Anhu Farmate Hain, Hazrat Abd Allah Bin Umar Radiallahu Ta'ala Anhu Ne Farmaya, RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya "Woh Dono'n (Hasan Wa Hussain) Hi To Mere Gulshane Duniya Ke Do Phool Hain."
[Sahih Bukhari, Kitab Fazail e As'haabun Nabi, Hadith 3743 | Musnad Ahmad Bin Hanbal, Hadith 5568 | Sahih Ibn Hibban, Hadith 6969]

Kya Baat Hai Raza  Us Chamanistan E Karam Ki
Zahra Hai Kali Jisme Hussain Aur Hasan Phool

Related Islamic Hadith: