Khana E Kaba Ki Ziarat Ki Fazilat | Short Hadees

ShereKhudaHazratAli.com

Khana E Kaba Ki Ziarat Ki Fazilat | Hajj Wa Umrah Karne Walo Ko Allah Ta'ala Ki Taraf Se Inaam | Short Hadees:

Hazrat-E-Abu Zar Radhi Allaho Anho Bayan Karte Hain Ki:Huzur ﷺ Ne Irshad Farmaya Ki..
Hazrat-E-Dawood Alaihissalam Ne Arz Kiya: Ya Allah! Jab Tere Bande Tere Ghar (Ka'baa) Ki Ziyarat Ke Liye Aayenge To Tu Unhe Kya Ata Farmaega?
To Allah Ta’ala Ne Farmaya Ki:  Har Ziyarat Karne Wale Ka Us Par Haq Hai Jis Ki Woh Ziyarat Karne Jaaye. Mere Un Bando Ka Mujh Par Ye Haq Hai Ki Main Unhe Dunya Me Aafiyat Dunga Aur Jab Mujh Se Milenge To Un Ke Gunaho Ko Maaf Kar Dunga.
[Al-Mujamul Ausat Lil Tabrani, Hadis No.6037]

Related Article:
Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.