Hazrat Usman E Gani رضي الله عنه Se Bugz Rakhne Wale Ka Anjaam

Hazrat Usman E Gani رضي الله عنه Se Bugz Rakhne Wale Ka Ibrat Naak Anjaam - Hazrat Usman Ghani Radiallahu Anhu Se Bugz Rakhne Wale Sakhs Ke Sath Hamare Aaqa Hazrat Muhammad Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Kya Kiya Janiye Is Ibrat Naak Waqia Mein | Hadith Of The Day.
Jo Na Kare Izzat Aur Muhabbat Hazrat Usman Gani رضي ﷲ عنھ Se, 
Woh Jayega Kaha Bachke Allah ﷻ Ki Narazgi Se.

Hadees Sharif:
Hazrat E Jabir رضي الله عنه Se Riwayat Hai Huzoor Nabi E Kareem ‎ﷺ Ki Khidmat E Aqdas Mein Ek Shakhs Ka Janaza Laaya Gaya Ke Aap ‎ﷺ Uski Namaz E Janaaza Padhaye, Huzoor Rasool E Kareem ‎ﷺ Ne Uss Shakhs Ki Namaz E Janaaza Padhne Se Inkaar Farmaya, Sahaba E Kiram رضي الله عنهم Ne Arz Kiya, Yaa Rasoolallah‎!ﷺ Humne Aapko Isse Pehle Kisiki Namaz E Janaaza Tark Farmate Huwe Nahi Dekha, Huzoor Sayyed E Aalam ‎ﷺ Irshad Farmate Hain Yeh Shakhs Hazrat Usman E Gani رضي الله عنه Se Bugz Rakhta Tha Allah Ta'ala Ne Iss Shakhs Ko Sakth Na-Pasand Farmaya.
[Tirmizi Shareef, Abwab Ul Munaqib, Hadees No. 3709]

Related Articles: