Kya Qarz Le Kar bhi Qurbani karni hogi ?

ShereKhudaHazratAli.com
Meethay meethay Islami bhaiyon!
Jo log Qurbani ki istita’at (Ya’ni taqat) rakhnay kay ba-wujood apni wajib Qurbani ada nahin kartay, un kay liye lamha-e-fikriyah hay, awwal yahi khassarah (ya’ni nuqsan) kiya kam tha kay Qurbani na karne say itne bade sawab say mehroom ho gaye mazeed ye kay woh gunahgar aur jahannam ke haqdar bhi hain. Fatawa Amjadiyah jild 3 safha 315 par hay: “Agar kisi par Qurbani wajib he aur us waqt us ke pas rupay nahin hain to qarz le kar ya koi cheez farokht ker ke Qurbani kare.”

Related Post:

Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.