Walid Jannat Ka Markazi Darwaza Hai | Hadees Sharif
Walid Jannat Ka Markazi Darwaza Hai - The Father Is The Middle Gate Of Paradise Or Heaven | Jame Tirmizi | Sunan Ibn Majah | Hadees Sharif | Hadith Of The Day
بسم الله الرØÙ…Ù† الرØÙŠÙ…
Walid Jannat Ka Markazi Darwaza Hai | Hadith Of The Day | Hadees Sharif
Mafhoom-e-Hadees:
Abu Darda (Radi’Allahu Anhu) Farmate Hai Ke, Maine Allah Ke Rasool ï·º Ko Ye Farmate Huwe Suna, Walid (Baap/Father) Jannat Ka Markazi Darwaza Hai, Ab Ye Tumhari Marzi Hai Ke Tum Iss Darwaze Ko Zaya Karo (Yaani Iss Ko Naraaz Kar Ke Jannat Se Mehroom Bano) Ya Iski Hifazat Karo (Yaani Iss Ki Khidmat Ke Raste Se Jannat Me Dakhil Ho Jao).”[Jameh Tirmizi: 1900]
[Sunan Ibn Majah, Hadees-3663]
Hadith On Fathers: The Father Is The Middle Gate Of Paradise Or Heaven, So Keep To It..
Abu Darda Radiallahu Anhu Reported: The Prophet Muhammad, Peace And Blessings Be Upon Him, Said, “The Father Is The Middle Of The Gates Of Paradise, So Keep This Gate Or Lose It.”
[Jami` at-Tirmidhi, Hadith-1900]
[Sunan Ibn Majah, Hadith-3663]
[Sunan Ibn Majah, Hadith-3663]
Related Online Hadees: