Nek Khaslatain | Hadith Of The Day
Nek Khaslatain - Hadith about nek khaslatain with the reference by hadees sharif, Islamic Messages, Status and More...
Nek Khaslatain | Hadith Of The Day :
Hadees:
Ek Roz Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya Ki Allah-Ta'aala Jab Kisi Bande Se Bhalayi Ka Irada Farmata Hain To (360) Khaslaton Me Se Ek Khaslat Usme Paida Farmata Hain! Jiski Wajah se Wo Banda Jannat May Dakhil Ho jata Hain!
Hazrat Abu Bakr Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Ne Arz Kiya, Ya Rasoolallah! Un 360 Nek Khaslaton May se Koi Khaslat Mujh May Bhi Hain?
Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya, Abu Bakr! Tumhe Mubarak Ho Ki Wo Saari Ki Saari Nek Khaslatain Tum May Maujudh Hain !
(Sawahik-A-Muharrika Page-44)
Sabak:
Hazrat Siddiq-A-Akbar Radi Allahu Anhu Ki Bahot Badi Shaan Hain! Wo Yakinan Jannati, Balki Jannatiyon Ke Sardar Hain! 360 Khaslaton Main Se Jab Ek Khaslat Bhi Jannat May Le Jati Hain To Jis Zaat e Pak May 360 Puri Ki Puri Nek Khaslatain Ho Uske Jannati Hone May Shak Wa Shuba Karne Wala Kyon Na Badh-Bakht Hoga ?
Related Short Hadith:

- Allah ke Diye hue Rizq par Qina’at Kijiye
- Takabbur (Pride) Kya Hai
- Hazrat Muhammed Quotes | Hadees
- Allah Ke Alawa Kisi Aur Ki Qasam Khana Kaisa Hai?
- Allah, Rasool Aur Ahlebait Se Mohabbat Karne Ki Wajah | Hadees Sharif
Join the conversation