Chori Ka Maal Kharidne Walo Ke Liye Shariyat Ka Hukm

ShereKhudaHazratAli.com
بسم الله الرحمن الرحيم

Chori Ka Maal Kharidne Walo Ke Liye Shariyat Ka Hukm:


Mas'ala:
Alahazrat Imam Ahmad Raza Rahimahullah Farmate Hain, "Chori Ka Maal Danistah (Ilm Hote Huve) Khareedna Haraam Hai, Bakle Agar Zan (Us Ke Chori Ka Hone Ka Gumaan) Ho Jab Bhi Haraam Hai, Phir (Khareedne Ke Bad) Agar Maloom Ho Jaye Ke Yah Chori Ka Maal Hai To Uska Istimaal Karna Haraam Hai, Balke Maalik Ko Diya Jaaye Aur Vah Na Ho To Us Ke Vaarison Ko, Aur Un Ka Pata Bhi Na Chal Sake To Faqeeron Ko Dediya Jaye."
[Imam Ahmad Raza Aur Radde Bidaat Va Munkaraat 2/347]
[Fatawa Razvia Qadeem (7)]

Related Short Hadees:
Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.