Kya Safar Ka Mahina Nahoosat Wala Hai

Islamic Dusra Mahina Safar ul Muzaffar Ko Manhus ya Nahoosat wala manna kesa jane hadees ki roshni mein | The month of Safar and misconceptions.

بسم الله الرحمن الرحيم

KYA SAFAR KA MAHINA NAHUSAT WAALA HAI (Maaz Allah)..??

islamic calendar, safar, islam, quran aur hadees, fazilat, islamic months, The month of SAFAR and misconceptions, facts about the month of safar, virtues of safar, hadees about safar month, islamic calendar,
TAFSEER ROOH UL BAYAAN Mein Hai..Safar Wagaera Kisi Mahine Ya Makhsoos Waqt Ko Manhoos Samajhna Durust Nahi, Tamaam Aoqaat ALLAH TA’ALA Ke Banaye Huye Hain Aur In Mein Insano Ke Amaal Waqe Hote Hain, Jis Waqt Banda Momin ALLAH TA’ALA ki Ata’at o Bandagi Mein Mashghool Ho Wo Waqt Mubarak Hai Aur Jis Waqt Mein ALLAH TA’ALA ki Nafarmaani Karey Wo Waqt Uske Liye Manhoos Hai,
*Dar Haqeeqat Asal Nahusat To GUNAAHON Mein Hai.*