About Us

ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴ
بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يارسول الله 

Shere Khuda Hazrat Ali Radiallahu Anhu is An Islamic Website To Learn Islamic Quotes, Aqwal E Zareen, Quran Verses, Hadith, Naat Sharif, Manqabat, Salato Salam, Islamic Stories, Islamic Biography And More.
SHERE KHUDA HAZRAT ALI RADIALLAHU ANHU is an Islamic organization was founded in 2008. This Blog is Dedicated to ALLAH TA'ALA & His Messenger Hazrat Muhammad Mustafa Sallalahu Alaihi Wasallam (Peace Be Upon Him) and Maula e Kayenaat Aaqa Shere Khuda Hazrat Ali Radiallahu Ta'ala Anhu. I have created this Blog to Learn Islamic Quotes (Aqwal / Qaul Mubarak) By Shere Khuda Hazrat Ali Radiallahu Ta'ala Anhu and Nabiyeen, Siddiqeen, Sohda wa Salaiheen, Deen E Islam, Quran Quotes, Quran Verses, Hadees Shariff, Masaeel, Sunnat e Rasool & History of Buzurgan e Deen, Quote of Buzurgan e Deen, Mo'ajiza & Karamat Wakeya (Islamic Stories), Hamd o Naat Sharif, Image of Islamic Buzurg and Much More. Please Read and Follow this Beautiful Islamic Blog.

We are Following Path of Nabiyeen, Siddiqeen, Sohda wa Saleheen (Ahle Sunnat Wal Jam'at).

Important Note:

     I have published all my posts with an Authentication/ Reference/DALIL/HAWALA/Proof. If you don't get it in any of our posts then please mention it via "Comments". If you have any doubts or want to know something else then fill up the "Contact Form".
JazakALLAH Khair.
Sallalahu Alan-Nabiyyil Ummiyyi Wa-Aalihi Sallalahu Alaihi Wasallam Salaataw Wa Salaamun Alaika Ya RasoolAllah
Assalato Wassalam Alaika Ya RasoolALLAH
Assalato Wassalamo Alaika Ya HabibALLAH
Assalato Wassalamo Alaika Ya Noorammin NoorALLAH
Assalato Wassalamo Alaika Ya Khatmun Nabiyyin
Assalato Wassalamo Alaika Ya Rehmatallil Aalmin
Assalato Wassalamo Alaika Ya Sayyadil Ambiyayi Wa Mursalin
Assalato Wassalamo Alika Ya Mohommadur RasoolALLAH Swallalaho Alayhi Wasallam (P.B.U.H.).

ILM-E-DEEN SIKHNE AUR SIKHANE KI FAZILAT :

Hazrate Abdullah ibne Abbas Radiallahu anhu se marwi he.
"Jo shaks meri ummat tak koi islami baat pohochaye taki usse sunnat kayam ki jaye ya usse Bad Mazhabi door ki jaye. To wo Jannati he."
(Kanzul Umaal)

Hazrate Sayyadna Anas Radiallahu anhu se riwayat he
"Baroze Qayamat subse jyada hasrat us shaks ko hogi jise Duniya me ilme deen hasil karne ka mauka mila magar usne hasil na kiya
(Ibne isakar)

Ek Deeni Masla ke Musalman usko sikhe ek saal ki ibadat se behtar he.
(Kanzul Umaal)

Hazrate Abu Huraira Radiallahu Anhu se riwayat he
"Hikmat (Shariat) ki ek bat sunna sal bhar ki ibadat se behtar he"
(Ayzan, Faizan-E-Sunnat)

Khatmun Nabiyyin Sarware Qayenat Madine Ke Tajdar Sallalahu Alaihi wasallam ka farmane aalishan he
"Ek ghadi gauro fikra karna 60 sal ki ibadat se behtar he"
(Tafsire Kabir)

Madani Aaqa Swallalaho Alayhi Wasallam ka irshad he
"Mere Jaanshino par ALLAH ki rehmat ho."
Arz kiya gaya
"Ya RasoolALLAH Aapke Jaanshin kon he ?"
Farmaya
"Jo meri sunnat se Mohobbat rakhte he aur use ALLAH ke bando ko sikhate he."
(Tafsir-E-Kabir)

Sarkar-E-Do Aalam Sallalahu Alaihi Wasallam irshad farmate he..
"Ilm e deen ki talab me jis ke kadam khak aalud ho.
ALLAH uske Jism ko Jahannam par Haraam kar dega
Aur ALLAH ke farishte uske liye Dua-E-Magfirat karenge
(Tafsir-E-Kabir)

Hazrate Abdullah ibne Umar Radiallahu Anhu se riwayat he
"Jo shaks ilme deen ki talaash me hoga, Jannat uske talaash me hogi.
Aur jo shaks gunah ki talaash me hoga, Jahannam uske talaash me hogi"
(Kanzul Umal)

Farman-E-Nabi Sallalahu Alahi Wasallam Hai Ke,
“Jis Ne Meri Sunnat Ko Zinda Kiya, Usne Mujh Se Mohabbat Ki
Aur 
Jis Ne Mujh Se Mohabbat Ki, Wo Jannat Me Mere Saath Hoga”
(Tirmizi Kitabul Ilm Hadees 2678)

Talib-E-Dua:
Mohammed Ovesh Raza Qadri
(Website Owner & Admin)

Please Follow and Like Our Official Blog & Page...
Please remember me and my family in your Dua's.
Jazak'ALLAH Khair.
Please Visit Again.
Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.