Table of Content

Ilm Aur Rizq Mein Barkat ki Dua | Dua For Knowledge And Success

Ilm Aur Rizq Me Barkat Ki Dua | Ilm Mein Izafa Ki Dua | Rojgar Me Barkat Ki Dua | Dua For Knowledge And Success:

Mafhoom-e-Hadees:
 
Umme Salma (RaziAllahu anha) se Rivayat hai ki Rasool’Allah (SallAllahu Alaihi Wasallam) jab Subah ki Namaz me Salam Pherte to uske baad ye dua padhte:
“Allahumma inni As-aluka ilman Naafi'an, Wa Rizqan Tayyiban, Wa-Amalan Mutaqabbalan”
Tarjuma: Aye Allah! Main Tujhse Nafa Dene Wale Ilm aur Pakiza Rizq aur Qubul hone wale Amal ka Sawal karta hun.
[Sunan ibn Maja, Jild 1, 925-Sahih]

Related Post: