Table of Content

Maah e Rajab Ke Roze Ki Fazilat

Maah e Rajab Ke Roze Ki Fazilat:

Rajab Jannat Ki Ek Nahar Ka Naam Hay Jiska Pani Dhoodh Se Zyada Safed , Shahad Se Zyada Mitha Aur Baraf Se Zyada Thanda Hay , Iska Pani Wahi Piyega Jo Rajab K Roze Rakhta Hay.
[Mukashaftul Quloob, Safa-534]

27 Rajab Ke Roze Ki Fazilat:

Hazrat Saiyadana Abu Huraira Radiyallaho ta'ala Anho Se Marvi Hay Ki, "Rasul-e-Aazam Sallallaho ta'ala Alayhe Wa Sallam Ne Farmaya, " Jisne 27 Rajab Ka Roza Rakkha Uske Liye 60 Maah K Rozo'ñ Ka Sawab Likkha Jata Hay ".
[Mukashaftul Quloob, Safa-534]

Related Post: