Ziyarat E Quboor Ke Waqt Padhne Ki Dua

ShereKhudaHazratAli.com
qabar par phool dalna jaiz hai, Qabar Par Padhne Ki Dua Hindi, Urdu, Arabic, hadith of the day, short hadees, Islamic Images, kabristan mein padhne ki dua, kabristan me dakhil hone ki dua, qabar ki ziyarat ka tarika, quran aur hadees, Dua,
Hadees Sharif: Huzur (SalALLAHU Ta'ala Alaihi Wasallam) Sahaba Ko Ta'leem Farmate K Ziyarat E Quboor Ke Waqt Kya Padhna Chahiye:

وَ عَن بُرَیدَةَ قَالَ کَانَ رَّسُولُ اللّٰهِ صَلی اَللّٰهُ تَعَالیٰ عَلَیهِ وَسَلَّمَ یُعَلِّمُھُم اِذَا خَرَجُوا اِلَی المَقَابِرِ السَّلَامُ عَلَیکُم اَھلَ الدِّیَارِ مِنَ المُؤمِنِینَ وَ المُسلِمِینَ وَ وَ اِنَّا اِن شَاءَ اَللّٰهُ بِکُم لَلَاحِقُون نَسأَلَ اللّٰهَ لَنَا وَ لَکُمُ العَافِیَةَ
رواہ مسلم

RasoolAlllah (Sallallahu Ta'ala Alaihi Wasallam) Logon Ko Ta'leem Farmate The K Jab Woh Qabristan Jayein To Kahein K Ae Mo'minon Aur Musalmanon Ke Ghar Walon Tum Par Salaam Ho Aur In Sha ALLAH Hum Bhi Tumse Zaroor Milne Wale Hain, Hum ALLAH Se Apne Aur Tumhare Liye Aafiyat Maangte Hain.

रसूलउल्लाह (सलअल्लाहु तआला अलैहि वसल्लम) लोगों को ता'लीम फ़रमाते थे कि जब वह क़ब्रिस्तान जाएँ तो कहें कि ऐ मोमिनों व मुसलमानों के घर वालों तुम पर सलाम हो और इन शा' अल्लाह हम भी तुम से ज़रूर मिलने वाले हैं, हम अल्लाह से अपने और तुम्हारे लिए आफ़ियत माँगते हैं।
[Mishkaat Shareef, Pg:154]

Related Post:

Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.