SHAAN-E-GAUS-E-AAZAM RADI ALLAHU TAALA ANHU
Short Description about shaan e gaus e azam or shan e sheikh abdul qadir jilani r.a | Short Biography Syedna Sheikh Abdul Qadir Jilani RA..
SEERAT-E-GAUS E AAZAM:
Hazrat Sheikh Syedna Abdul Qadir Jeelani radiallahu ta’ala anhu
Alqab : Muhyuddeen, Sayyidul Auliya, Peeran e peer, Gause aazam, Shaikh e la-saani, Qutb e Rabbani, Mehboob e Subhani.
Alqab : Muhyuddeen, Sayyidul Auliya, Peeran e peer, Gause aazam, Shaikh e la-saani, Qutb e Rabbani, Mehboob e Subhani.
WALID AUR WALIDA:
Aap ke walid ka naam Hazrate Sayyed Abu Saleh Moosa Jangi-dost ibne Hazrat Abdullah Jeelani rehmatullahi alaihi
aur
walida ka naam Hazrate Ummul Khair Fatima binte Sayyed Abdullah Sawmai az-Zaid rehmatullahi alaihi hai.
aur
walida ka naam Hazrate Ummul Khair Fatima binte Sayyed Abdullah Sawmai az-Zaid rehmatullahi alaihi hai.
Aap ke walid Hazrat Imam Hasan Musanna ibne Hazrat Imam Hasan Mujtaba Hazrat Ali radiallahu ta’ala anhu ki nasl se hain ya’ni Hasani saadat hain.
Aap ki walida Hazrat Imam Zain-ul Aabideen ibne Hazrat Imam Husain ibne Hazrat Ali radiallahu tala anhu ki nasl hain ya’ni Husaini saadat hain.
Sarkaar GAUS-e-AAZAM KI WILAADAT: 1-RAMZAN, Hijri : 470, (Jilaan, IRAN).
WISAAL: 17- RABIUL AAKHIR, Hijri : 561 (Bagdaad, IRAQ).
(SIRAAT-E-MUSTAQEEM)
(SIRAAT-E-MUSTAQEEM)
[ads-post]
SarkaaR GAUS-e-AAZAM Paidaishi Wali The
Paida Hote Hi Aap Ne RAMZAN Ke Roze Rakhe
Aap Ki WILADAT Ke Waqt Apa Ki Walida Ki Umar 60 Saal Ki Thi.
JAB GAUS-E-PAK APNI MAA KE PAIT ME THE OR CHHINK AANE PAR JAB MAA "ALHAMDULILLAH" KEHTI To AAP JAWAB ME "YARHAMUKALLAH" KEHTE
Sarkaar GAUS-E-AAZAM KI JIS DIN WILADAT HUI US DIN
"JILAAN SHARIF" ME 1,100 BACHCHE PAIDA HUWE Aur WO SAB LADKE THE
Aur SAB ALLAH K WALI BANE (KUTUB-E-KASIRA)
"JILAAN SHARIF" ME 1,100 BACHCHE PAIDA HUWE Aur WO SAB LADKE THE
Aur SAB ALLAH K WALI BANE (KUTUB-E-KASIRA)
SarkaR GAUS-E-AAZAM NE 15 SAAL TAK ROZANA ISHA SE FAJR KE DARMIYAN 1 QUR'AN-E-PAK KHATM FARMAYA
(AKHBARUL AKHYAAR)
(AKHBARUL AKHYAAR)
SarkaR GAUS-E-AAZAM R.A 15 SAAL KE DAURAN AKSAR ROZE RAKHTE KABHI 3 DIN K BAAD IFTAAR FARMATE KABHI-KABHI 40 DIN TAK BINA KHAYE-PIYE REHTE
(AKHBARUL AKHYAR)
(AKHBARUL AKHYAR)
SHAAN-E-GAUS-E-AAZAM:
Gause Pak Ke Bachpan Me Aap Jab Madarse Me Tashrif Le Jaate To Gaib Se Aawaz Aati ALLAH K WALI KO JAGAH DEDO.
(KUTUBE KASIRA)
Related Post:
(KUTUBE KASIRA)
Related Post:
Join the conversation