Aamaal Ke Sawaab Ka Daromadar Niyato Par

ShereKhudaHazratAli.com

Aamaal Ke Sawaab Ka Daromadar Niyato Par

Mahfum-e-Hadees: Umar Bin Al-Khattab (Razi’Allahu Anhu) Se Rivayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya,
"Amal Ka Daromadar Niyat Par Hai Aur Har Shaksh Ko Wohi Milta Hai Jiski Wo Niyat Karey Isliye Jiski Hijrat (Emigration) Allah Aur Uskey Rasool Ki Raza Hasil Karney Ke Liye Ho Tou Usko Allah Aur Uskey Rasool Ki Raza Hasil Hogi.
Lekin Jiski Hijrat Duniya Hassil Karney Ke Liye Ho Ya Kisi Aurat Se Shaadi Karney Ke Iradey Se Ho Tou Uski Hijrat Uskey Liye Hai Jiskey Liye Usney Hijrat Ki."
(Sahih Bukhari, Hadith no.5070)

Related Article:

Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.