Eid Milad Un Nabi Par Jhande Lagana/Lehrana Kiski Sunnat Hai ?

ShereKhudaHazratAli.com

Eid Milad Un Nabi Par Jhande Lagana/Lehrana Kiski Sunnat Hai ?

Eid e milad un nabi, jhanda, flag, julus, birth prophet muhammad, 12 rabi ul awwal, madina wallpaper, islamic images, eid milad un nabi hadees, eid milad un nabi photo, jibreel ameen ki sunnat, farishte, hazrat muhammad, kaaba, mecca, mashrik, magrib
Hazrat Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ki Wiladat Ki Khushi Mein Jhande Lagana Farishto Ke Sardar Jibraeel Alaihis Salam Ki Sunnat Hai.
(Khasaaise Kubra,Jild-1)

Hazrat e Aamina Radiallahu Ta'ala Anha farmati hai K Jab Muhammad Salllahu Alaihi Wasallam Ki Wiladat Hu Us waqt Hazrat Jibrail Alihissslam Ne 3 Jhande Nasab Kiye Ek Magrib Me Ek Mashrik Me Aur Ek Kabe Ki Chat par.

Is Riwayat Ko Shah Abdul Haq Muhaddith Dahelvi Rahamatullah Ahlie Ne Apni Kitab Madarijunnabuwa Jild 2 Me Naqal Kiya Hai.

Hadees Shareef Main Aata Hai Ke Jab Hazrat Muhammad ﷺ Madina Munavvara Main Dakhil Huve Tab Aapke Hath Main Sabz Jhanda Tha.
(Wafa al Wafa, Vol:1, Pg:243)

Hazrat Muhammad  Ki Paidayish (Birth) Ke Waqt Hazrat Jibraeel Alaihissalam Ne Jhande Garhe
(Khasais Al Qubra, Vol:1, Page:82)

Related Articles:
Cookie Consent
We serve cookies on this site to analyze traffic, remember your preferences, and optimize your experience.
Oops!
It seems there is something wrong with your internet connection. Please connect to the internet and start browsing again.
Site is Blocked
Sorry! This site is not available in your country.